Aap K Masail Aur Unka Hal | Fatwa Islam | Islam Beliefs | Get Islamic Information In Urdu
Saturday, October 14, 2017
Wirasat Ki Taqseem Ka Tarika in Urdu | Virasat Mein Beti Ka hissa | اسلام میں بیوی کے حقوق وراثت
وراثت میں رشتہ داروں کے مختلف حصے ہوتے ہیں۔ قبل اس کے کہ آپ بیوی اور اولاد کے حصہ معلوم کریں، یہ بات ذہن نشین رکھنی چاہیے کہ اپنے ورثائ کو وراثت سے محروم کرنا بہت بڑا گناہ ہے۔ ہر ایک کو اس کا حصہ دینا چاہیے۔ اب آپ فتوی ملاحطہ فرمائیں۔
Various factors howa hai. Us ki 2 beyond hai. Aik bewi wafat aur dosri zinda hai. Wafat Bivins ki 2 bitay aur 2 betyan hain just mi aik biti waft hai. Zinda Bivins k 2 bitay aur 3 bityan hai. Varasat ki taqseem Kansas Honda chahyen.
Agar walid b hayyat ho or walda b hayyat ho bacho main 2 bety or 2 betiya ho to wirasat kis trha taqseem ho gi wo b zingadi mey aur kya koi awlad zingadi mey apna haq mang sakti hay
Zindagi mai virasat nahi ho salti agher walid apni marzi se bachon mai as a gift kwh kr taqseem kr sakta hai virasat walid k inteqal k bad chora howa maal hota si
father ki death hogaii. makan wife k name par hai. ek beta or 4 betian hain. sab shadi dhuda or bacho waley hain. phir iklotey betey ka bhi intaqal hogaya. ab 4 betian hain or betey worsa. ab maa ka makan kis tarah taqsee m hoga.
Mri ami ki wirsat m zameen apny bap s mili ti.ab mri ami fot huo gyi hai or abu b..hm 4 behny hai or bhai ni hau to kya ami ki wafat k bad kch hisa ami ka unk bhaio k name lgy ga ya ni..
Sir mere walid sab ko fout howe 10 saal ho ge hain or un ka deth sartifacat bi nai bana or id card bi nai hai un ka kia ab un ki jaga un k bachaon ko mill sakti hai .
اسلام علیکم ہــم تین بھائی اور چار بہنیں ہیں ااور اماں بھی زندہ ہـــے والد وفات پاچکے ہیں. ہم زمین اور ساڑے چار لاکھ روپے تقسیم کرنا چاہتے ہیں لیکن حصہ معلوم نہیں. برائے کرم رہنمائی فرمائے.
میرے والد صاحب کی 2شادی کی ہے پہلی شادی کی بیوی کا انتقال ہوگیا اس بیوی سے دوبچے ہے ایک لڑکا دوسری لڑکی دوسری شادی کی اس کا بھی انتقال ہوگیا ہے اس کا ایک لڑکا ہے دوسری بیوی کے نام ایک مکان ہے والد حیات ہیں تقسیم میں کس کا حصہ ہے
Meary walid fot hogay he hum 5 bhai 3behany he r 1 bhai bhi fot hogya.wirasa k taqseem 5 bhai 3 behno me hogi ya 4 bhai 3bbehno me hogi.jab bhai k bachhy bhi he
Walid ki virasat m kaya poty ka hissa hota hy jb k us k walid wafat pa gaya hon ...mtlb k ik walid ka bata intaqal kar gaya ho to us k baty ko dady ki warasat m sy hissa mil skta hy kya?
Assalam o Alikum Mere bhai ke death hogae ha or unke koe Aulad nahe ha malom ye karna ha k unke office ke settlement me Gratuity, Provided Fund, Insurance etc. ke jo amount bante ha usme Bhabi ka or Walda ka or Behn Bhaeyo ka hissa agar banta ha to kis hisab se bane ga.
Hamara masla ye hai keh mere maah apni baap se pehly foth howe Magar es ki na behan na bhai na he chacha ka behta kareebi reshtadar nahi tay as ki door k reshta Daar tay tu es ki baap ki jaidad per qabza Kia Magar beeto ko kuch nahi dia ye jaidad hamara haq nahi banta Kia?shereyath hamay nahi daita ?plz reply
agar sahibe jaidad aur uski bevi foot ho jaien . warsamien 5 bhai aur 4 behnien hon. jin mien 2 behnien aur 2 bhai foot ho jaien. behnon ki sari olad saghi jabky 2 bhayon ki sagi oladein hien baqi 3 ki le palak ulad hy hisay kesay hongay
Aslam e alikum. Mery Walid sahib intqal ker Gaye hai unhook NY 2crore ki property chori hai hum 8 bhai hai or 5 behny kis ka Kitna hisa hu ga hamri maa bi zinda hai in ka Kitna hisa bny ga
Plz replay me. Maa ka hoty pension pa baito ka haq kyun jb baita Apni job Pa Hai kamatay Hai phier kyun Aur MA aik bati bimar rahti ho ghar bathi ho bimare sa to mari Maa ke pension pa Kitna haq Hai
agar admi foth ho jaye aur uski eik beti ho aur bewa bhi ho is k elawa wu bewa dobara shai karle tu iss mein shariat ki rooh se beti ka kitna hisa banta hey aur bewi ka
Hello Sir Ek bewa ka kya hissa hota hai makan me se q k koi bacha b b un ko puchta nahi rakhta nahi makan maa ka hai matlab us k shohar ka tha jis ka inteqal ho gaya ab bete hissa mange hain to kya walda us me se kya le gi q k walda ne khud apna khayal rakhna hai bacha koi nahi rakhe ga or in k 3 bete 4 beti hain to plz bata dein kya hissa hoga or kese ho ga maa agar kisi ko kuch na dena chahe to esa ho sakta hai k nahi q k olad ne un ko kabhi maa bap ka khayal nahi rakha
اک باپ کی 2 بیٹیاں ہیں اس کے پاس 22 کنال زمین ہے۔اس نے اک بچہ کسی سے گود لیا تھا۔وہ بچا اپنے حقیقی باپ سے حصہ لے چکا ہے۔شرعی طور پر اس بچے کا پالنے والے باپ سے کوئی حصہ بنتا ہے کیا ؟
mera sawal ya hay k abhi tak dada na apna beta ho hisa nahi diya or na bap na hame diya hay mera walid ko falig ho gaya hay wo bol nahi sakty or na hi ghar ka nizam chal raha hay kiya ham apna dada say apna hisa mang sakty hay
Mera question yeh he keh. Aulaad ke hote hwe agar baap apne bhai ko apni jaidad me se kuch de de to iska kiya sharai hukam he. Aulaad se mushware pr aulaad raazi bhi na ho.
3 brother and 4 sister and mother live and father death ha (15 mrly Zameen or 3 brothers nay devid ÷ ke 5,5,5 ai ) In ma say 5 mrly ke rkem 180000 ha ya 10 sall aj say phaly itny ke frokt ke the 1 brother nay Dusry brother nay froket ke the 4 years phaly vo froket hoi the 500000 ke Teary brother ke froket abi ni hoi vo be froket ke jy ge is ke rkam in say be zyada ho ge Ya malom krna tha in ke vrasat kis thra tksemm ho gi Answer day de jyey pleass Thanks
Sir mery father or Taya Abu 2 Bhi hen or 3 behny hen dada Abu ny apna hisa Bhi de diya or Dadi ny Bhi hisy dy diya siraf Abu ko dada ny rijistri me ye kaha tha 2 Beto ko k 1 beta CHOTI wali ko dy or 1 beta bari Behan ko dy to Abu ne bari Behan ko hisa dy diya Hy to ab Kya ready aamal Hy in ka Abu pt 1 bana liya Hy par Taya g ne Kuch Bhi nai banya na to rijistri he na intkal na fard na ashtam to Abu ny pt 1 bana liya Howa Hy to Kya hamary nam ho jay gi parapti
ak orat apny bap sa pehly fot ho jati ha ur us ka warasti kagzat ma kahi bhi name mojod nahi ha us ki olad case kar dati ha k 65 sal porany intkal tory jayn hmari maa ka hisa hamyn diya jay jb k un ki maa ka kahi name mojod nahi wrasti kagzat ma kya aysa momkin ha
Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu Meri Bahen ko ya bahen ke 2 betiyu ko apne shuhar ke guzar ne ke baad kya hissa milega Ghar ki aur dukan ki jaidaad me Shuhar ke 4 bhai aur 3 bahen hai aur shuhar se 2 judwa betiya hai
AGER BIVI ALLAH KO PIARI HO JAE TO PHIR KAISE DIVIDE HO GA.
ReplyDeleteG
DeleteAger sub mother Kay Naam Hun aur mother father dono ki death ho jaye aur 3 beti hain koi beta nahi hay tou kesay property divide ho gi.
DeleteVarious factors howa hai. Us ki 2 beyond hai. Aik bewi wafat aur dosri zinda hai. Wafat Bivins ki 2 bitay aur 2 betyan hain just mi aik biti waft hai. Zinda Bivins k 2 bitay aur 3 bityan hai. Varasat ki taqseem Kansas Honda chahyen.
DeleteAgr mthr fot hon Jain to fathr ka b hisa same hi ho ga as mthr ya zyada plz brief.
DeleteEk admi K varis biwi 2bety or 5betya hain kesy taqseem ho gi
ReplyDeleteAgar walid b hayyat ho or walda b hayyat ho bacho main 2 bety or 2 betiya ho to wirasat kis trha taqseem ho gi
ReplyDeleteAgar walid b hayyat ho or walda b hayyat ho bacho main 2 bety or 2 betiya ho to wirasat kis trha taqseem ho gi wo b zingadi mey aur kya koi awlad zingadi mey apna haq mang sakti hay
ReplyDeleteZindagi mai virasat nahi ho salti agher walid apni marzi se bachon mai as a gift kwh kr taqseem kr sakta hai virasat walid k inteqal k bad chora howa maal hota si
Deletefather ki death hogaii. makan wife k name par hai. ek beta or 4 betian hain. sab shadi dhuda or bacho waley hain. phir iklotey betey ka bhi intaqal hogaya. ab 4 betian hain or betey worsa. ab maa ka makan kis tarah taqsee m hoga.
ReplyDeleteMri ami ki wirsat m zameen apny bap s mili ti.ab mri ami fot huo gyi hai or abu b..hm 4 behny hai or bhai ni hau to kya ami ki wafat k bad kch hisa ami ka unk bhaio k name lgy ga ya ni..
Deletemaaa hayat hain plz batayen k marhoom betey k worsa ko hissa mil sakta hai ya maa ki marzi par hai k wo hissa de ya na de
ReplyDeleteSir mere walid sab ko fout howe 10 saal ho ge hain or un ka deth sartifacat bi nai bana or id card bi nai hai un ka kia ab un ki jaga un k bachaon ko mill sakti hai .
ReplyDeleteاسلام علیکم
ReplyDeleteہــم تین بھائی اور چار بہنیں ہیں ااور اماں بھی زندہ ہـــے والد وفات پاچکے ہیں. ہم زمین اور ساڑے چار لاکھ روپے تقسیم کرنا چاہتے ہیں لیکن حصہ معلوم نہیں. برائے کرم رہنمائی فرمائے.
Aoa muftian e karam kia farmaty hain k agar beta baap se pehly fout ho jaey to kia baap ki wirasat mein se poty ko bi hissa mily ga ya nai.jazakallah
ReplyDeleteBhai is swal ka ans mila k ni
Delete3 baete air 7 Batian air ak bivi ak maa tu kase divide hu ga
ReplyDeleteمیرے والد صاحب کی 2شادی کی ہے
ReplyDeleteپہلی شادی کی بیوی کا انتقال ہوگیا اس بیوی سے دوبچے ہے ایک لڑکا دوسری لڑکی
دوسری شادی کی اس کا بھی انتقال ہوگیا ہے
اس کا ایک لڑکا ہے
دوسری بیوی کے نام ایک مکان ہے
والد حیات ہیں
تقسیم میں کس کا حصہ ہے
Hum 4 bhi aur 2 bhanie hi (2 bhi ak Ma jabk 2 bhi 2 bhine desre Ma se)
ReplyDeleteWalid Sab 10 sal pely wafat pa gia jabk hum ekate rehte han
Ab Bara bhi b wafat pa gia Un k 3 Daughter ur ak bewa ra gi.. wo sarkari mulazim tha.
ab ya pochna hi ki warasat ma kitna Hisa hi
Pension/Gratuity ur Bap ki jaidad kis farmule se taqseem kare?
Plz Email pr jawab de de. Thanks
Abdul Haleem Khan
Quetta
E-mail; pcmlfr@yahoo.com
Hum 4 bhai 5 behen Walda hayat hen hum miras kesy taqsem karen Walid ka intiqal hochuka h
ReplyDeleteMeary walid fot hogay he hum 5 bhai 3behany he r 1 bhai bhi fot hogya.wirasa k taqseem 5 bhai 3 behno me hogi ya 4 bhai 3bbehno me hogi.jab bhai k bachhy bhi he
ReplyDeleteWalid ki virasat m kaya poty ka hissa hota hy jb k us k walid wafat pa gaya hon ...mtlb k ik walid ka bata intaqal kar gaya ho to us k baty ko dady ki warasat m sy hissa mil skta hy kya?
ReplyDeleteAssalam o Alikum
ReplyDeleteMere bhai ke death hogae ha or unke koe Aulad nahe ha malom ye karna ha k unke office ke settlement me Gratuity, Provided Fund, Insurance etc. ke jo amount bante ha usme Bhabi ka or Walda ka or Behn Bhaeyo ka hissa agar banta ha to kis hisab se bane ga.
Mery walid ki wafat ho gai hai or m un ki ek hi beti hn meri dadi maa hayat hn to is hisab sy hmen kitna hissa mily ga
ReplyDeleteEk Vivah do betiyan teen bete a ka hissa Maloom Karen total virasat 9 akar hai
ReplyDeleteAslkm
ReplyDeleteHam are 1 bhai 2 bhehne hai waLid inteqaal farmagae walda hai virasath Ki takseem jess kare
meray father in law ki death ho gai hy, unki jaidad mai meri wife ko keasy haq mlega, jaidad k documents nhi hain aur mere brother in law k pass hy
ReplyDeleteHamara masla ye hai keh mere maah apni baap se pehly foth howe Magar es ki na behan na bhai na he chacha ka behta kareebi reshtadar nahi tay as ki door k reshta Daar tay tu es ki baap ki jaidad per qabza Kia Magar beeto ko kuch nahi dia ye jaidad hamara haq nahi banta Kia?shereyath hamay nahi daita ?plz reply
ReplyDeleteOlad name hi to arrive Ka short ki ghar jo ka shoher ka Paisa bi laga hi to Kia hissa banta hi
ReplyDeleteMashallah
ReplyDeletewarison me bs 1 beva aur 3 betian hon to jayedad kese taqseem hogi?
ReplyDeleteKuwari bhen ka bahi ki jaidaat ma hisa kitna hota ha
ReplyDeleteagar sahibe jaidad aur uski bevi foot ho jaien . warsamien 5 bhai aur 4 behnien hon. jin mien 2 behnien aur 2 bhai foot ho jaien. behnon ki sari olad saghi jabky 2 bhayon ki sagi oladein hien baqi 3 ki le palak ulad hy hisay kesay hongay
ReplyDeleteAslam e alikum. Mery Walid sahib intqal ker Gaye hai unhook NY 2crore ki property chori hai hum 8 bhai hai or 5 behny kis ka Kitna hisa hu ga hamri maa bi zinda hai in ka Kitna hisa bny ga
ReplyDeleteAgar man ko nana ki virasat me sy hissa mily to aulad me sirf betiyan hon to kya taqseem ho gi jbke man zinda hy
ReplyDeleteKanwari larki ya larkay ki warasat ki taqseem ka tareeka
ReplyDeleteBaita apni job Pa ho to Maa ka hoty howy baito ka haq phier be Hai kya bati agar bimar Hai ghar bathi Hai bimare ke wajh sa to bati ka haq nai
ReplyDeletePlz replay me. Maa ka hoty pension pa baito ka haq kyun jb baita Apni job Pa Hai kamatay Hai phier kyun Aur MA aik bati bimar rahti ho ghar bathi ho bimare sa to mari Maa ke pension pa Kitna haq Hai
ReplyDeleteالسلام علیکم حضرت خاوند کے فوت ہو جانے کے چعد اولاد ناں ہو تو بیوی کا کتنا حصہ ہوگا
ReplyDeleteagar admi foth ho jaye aur uski eik beti ho aur bewa bhi ho is k elawa wu bewa dobara shai karle tu iss mein shariat ki rooh se beti ka kitna hisa banta hey aur bewi ka
ReplyDeleteاگر وراثا میں 4 بھائی اور 3 بہنیں ہو اور وراثت کی مالیت 25لاکھ ہو تو کتنا کتنا حصہ آئے گا
ReplyDeleteHello
ReplyDeleteSir
Ek bewa ka kya hissa hota hai makan me se q k koi bacha b b un ko puchta nahi rakhta nahi makan maa ka hai matlab us k shohar ka tha jis ka inteqal ho gaya ab bete hissa mange hain to kya walda us me se kya le gi q k walda ne khud apna khayal rakhna hai bacha koi nahi rakhe ga or in k 3 bete 4 beti hain to plz bata dein kya hissa hoga or kese ho ga maa agar kisi ko kuch na dena chahe to esa ho sakta hai k nahi q k olad ne un ko kabhi maa bap ka khayal nahi rakha
سوال
ReplyDeleteاک باپ کی 2 بیٹیاں ہیں اس کے پاس 22 کنال زمین ہے۔اس نے اک بچہ کسی سے گود لیا تھا۔وہ بچا اپنے حقیقی باپ سے حصہ لے چکا ہے۔شرعی طور پر اس بچے کا پالنے والے باپ سے کوئی حصہ بنتا ہے کیا ؟
ReplyDeleteSalam ! Waleed ka intekal hogya ho or ek bewa 2 Bhai 6 bheny hy tu Islam me jaidad ka kitna hissa hota hy
ReplyDeleteIk shohar me apni zindgi me apni bivi ke zamen par makan tamer ki uski wafat ke bad kia us makan me shohar ke rishtadaron ka koe hissa bi hoga??
ReplyDeleteWariso me 1 beti, biwi, or Bhai or behen b ho to.
ReplyDeleteTaqseem kis tarah ho g?
we are 4 brorhers and 1 sister and mother how to divide
ReplyDeletemera sawal ya hay k abhi tak dada na apna beta ho hisa nahi diya or na bap na hame diya hay mera walid ko falig ho gaya hay wo bol nahi sakty or na hi ghar ka nizam chal raha hay kiya ham apna dada say apna hisa mang sakty hay
ReplyDeleteMera question yeh he keh. Aulaad ke hote hwe agar baap apne bhai ko apni jaidad me se kuch de de to iska kiya sharai hukam he. Aulaad se mushware pr aulaad raazi bhi na ho.
DeletePlz ye bata dyn k olad ko kis jydad m sy hisa dya jy ga Jo Walid ko wirasat m mili h ya jitni b mojoda Walid ki jydad h us msy dya jy ga
ReplyDelete3 brother and 4 sister and mother live and father death ha
ReplyDelete(15 mrly Zameen or 3 brothers nay devid ÷ ke 5,5,5 ai )
In ma say 5 mrly ke rkem 180000 ha ya 10 sall aj say phaly itny ke frokt ke the 1 brother nay
Dusry brother nay froket ke the 4 years phaly vo froket hoi the 500000 ke
Teary brother ke froket abi ni hoi vo be froket ke jy ge is ke rkam in say be zyada ho ge
Ya malom krna tha in ke vrasat kis thra tksemm ho gi
Answer day de jyey pleass
Thanks
Agr 4 betiyan hain aur Ek beti Jo shadi shuda h us k bachy bhe hain. Aur uski death ho jay to uska hissa kisko mily ga
ReplyDeleteMery mama papa hayat Hain alhamdullillah hum 2 Behan Bhai Hain to is surat main Behan ka hisa Kitna ho ga
ReplyDeleteSir mery father or Taya Abu 2 Bhi hen or 3 behny hen dada Abu ny apna hisa Bhi de diya or Dadi ny Bhi hisy dy diya siraf Abu ko dada ny rijistri me ye kaha tha 2 Beto ko k 1 beta CHOTI wali ko dy or 1 beta bari Behan ko dy to Abu ne bari Behan ko hisa dy diya Hy to ab Kya ready aamal Hy in ka Abu pt 1 bana liya Hy par Taya g ne Kuch Bhi nai banya na to rijistri he na intkal na fard na ashtam to Abu ny pt 1 bana liya Howa Hy to Kya hamary nam ho jay gi parapti
ReplyDeleteak orat apny bap sa pehly fot ho jati ha ur us ka warasti kagzat ma kahi bhi name mojod nahi ha us ki olad case kar dati ha k 65 sal porany intkal tory jayn hmari maa ka hisa hamyn diya jay jb k un ki maa ka kahi name mojod nahi wrasti kagzat ma kya aysa momkin ha
ReplyDeleteAssalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu
ReplyDeleteMeri Bahen ko ya bahen ke 2 betiyu ko apne shuhar ke guzar ne ke baad kya hissa milega Ghar ki aur dukan ki jaidaad me
Shuhar ke 4 bhai aur 3 bahen hai
aur shuhar se 2 judwa betiya hai
Agar 2 bete aur 2 betiya ho to kya hisaab kitaab hoga????
ReplyDelete